Bhigi bhigi raat main
Rimjhim ki barsaat main
Aaa ja mere sathiya piyar ham kareen
KHUDA kare yeh ghata aur tuut kar barse
Main dekhta hi rahoon aaj tuj ko jee bhar k
Dil ka rishta joor k sari duniya choor k
Aaaa ja mere sathiya piyar ham kareen
Nazar se chumne do aaj in sitaron ko
Badan se lipte huwe shabnami shararon ko
Rimjhim k is raag main thandi dhandi aag main
Aaaa ja mere sathiya piyar ham kareen
Hazaar ratoon pe bhari yeh raat ho jaye
K lab hileen bhi naheen aur baat ho jaye
Halchal hay aarman main masti k tufan main
Aaaa ja mere satiya piyar ham kareen,,,
No comments:
Post a Comment